otherhindi

Raksha Bandhan

Artist: Shreya Ghoshal

Share:

Raksha Bandhan

Tap to play

Lyrics with Meaning

View lyrics page →

Verse 1

Original

Pehli Yaari Tumse Meri Pehla Gussa Tumse Tha Bhai Mere Bachapan Ka To Pura Kissa Tumse Tha Aadha Hissa Tha Woh Mera Aadha Hissa Tumse Tha

Verse 2

Original

Bhai Mere Bachapan Ka To Pura Kissa Tumse Tha Rakshabandhan Vaada Hai Yaa Dhaaga Hai Pyar Ka O Dhaaga Hai Pyaar Ka Thoda Sa Hain Chandan

Verse 3

Original

Chhota Sa Hain Tika Bandhan Zindagi Ka Rakshabandhan Waada Hai Yaa Dhaaga Hai Pyar Ka O Dhaaga Hai Pyar Ka Saat Rang Sachhe Sabhi

Verse 4

Original

Kab Huye Hain Kachche Kabhi Dekhne Ko Nazuk Hain Par Toot Ti Na Doriyan Chaahaton Ki Jhanki Mile Chitthiyon Mein Rakhi Mile Bhulti Kabhi Na Behanein

Verse 5

Original

Hon Hazaar Duriyan Rakshabandhan Vaada Hai Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka O Dhaaga Hai Pyaar Ka Maa Ki Ek Parchhayi Si Behan Mein Dikhaayi Deti

Verse 6

Original

Aur Pita Nazar Aate Hain Bhaiyon Ki Baat Mein Khoon Ka Yeh Rishta Bhi Hain Hain Juba Ka Naata Bhi Maan Joh Liya Bhai To Saans Saans Saath Mein

Verse 7

Original

Rakshabandhan Vaada Hai Yaa Daava Hai Pyar Ka O Daava Hai Pyar Ka Thoda Sa Hai Resham Thoda Sa Hai Meetha Bandhan Zindagi Ka

Verse 8

Original

Rakshabandhan Vaada Hai Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka O Dhaaga Hai Pyaar Ka

दैनिक पंचांग व त्योहार अपडेट पाएँ

हमारे निःशुल्क न्यूज़लेटर से जुड़ें, कोई स्पैम नहीं, कभी भी अनसब्सक्राइब करें।