otherhindi

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Artist: Surender Kohli

Share:

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Tap to play

Lyrics with Meaning

View lyrics page →

Verse 1

Original

Shiv-shankar ko jisane puja uska hee uddhaar hua Shiv-shankar ko jisane puja uska hee uddhaar hua Antkaal ko bhav-saagar mein uska bedaa paar hua Bhole shankar kee puja karo, dhyaan charnon mein iske dharo Bhole shankar kee puja karo, dhyaan charnon mein iske dharo Damru waalaa hai jag mein dayaalu badaa

Verse 2

Original

Deen-duhkhiyon ka daata, jagat ka pita Damru waalaa hai jag mein dayaalu badaa Deen-duhkhiyon ka daata, jagat ka pita Saba pe karthaa hai ye bholaa shankar dayaa Sabko detaa hai ye aasraa Sabko detaa hai ye aasraa

Verse 3

Original

In paavan charnon mein arpan aakar jo ik baar hua Antkaal ko bhav-saagar mein uska bedaa paar hua (om namah shivaaya namo) (hari om namah shivaaya namo) Naam unchaa hai sabse mahadev ka Vandana iski karte hain saba devtaa

Verse 4

Original

Naam unchaa hai sabse mahadev ka Vandana iski karte hain saba devtaa Iski puja se vardaan pate hain saba Shakti ka daan pate hain saba Shakti ka daan pate hain saba Naag, asur, praani saba par hee bhole ka upkaar hua

Verse 5

Original

Naag, asur, praani saba par hee bhole ka upkaar hua Antkaal ko bhav-saagar mein uska bedaa paar hua Shiv-shankar ko jisane puja uska hee uddhaar hua Shiv-shankar ko jisane puja uska hee uddhaar hua Antkaal ko bhav-saagar mein uska bedaa paar hua Bhole shankar kee puja karo, dhyaan charnon mein iske dharo

Get the daily panchang & festival updates

Join our free newsletter, no spam, unsubscribe anytime.